Chief Minister Punjab Rozgar Scheme. Yellow Cab (Taxi) Scheme Application Form Availabale Now.
Click on Download Link. Fill it and Fill it and submit in bank of Punjab branch.
Download: Application Form in PDF Format

Chief Minister Punjab Rozgar Scheme. Yellow Cab (Taxi) Scheme Application Form Availabale Now.
Click on Download Link. Fill it and Fill it and submit in bank of Punjab branch.

thanks 4 scheme
salam for all bothers
koi sahk nahi k yea secheme achi hai lakin hamaray mulk mein sb sy bara masla yea hai koi cheez bhi melny walay ko nai milti safarish kaam kerti hai or kuch bhi nahi is liya mari sahbaz shirf saab sy request hai k safarish ko hargiz qabool na kiya jay or draw k zarya yellow caps dii jay

0345-7335405-0300-7386338
Dear all bothers
koi sahk nahi k yea secheme achi hai lakin hamaray mulk mein sb sy bara masla yea hai koi cheez bhi melny walay ko nai milti safarish kaam kerti hai or kuch bhi nahi is liya mari sahbaz shirf saab sy request hai k safarish ko hargiz qabool na kiya jay or draw k zarya yellow caps dii jay Yeh Meri Last Requst Hy Plz
Thanks
Sir
From Riaz Abbsi Multan Pakistan
03158266510
03465388651
Aslam o alaikum
janab chief minister sb ap nay yi rozghar sceem 35year old loghon kay liay too challa de is say ziada umar kay logg kia krin kia woo apnay apko is mulik citizen no smjhin kion kay aap nay un kayliay kia kia woo be to bayroozghar hain meharbani frma ker age limt kum az kum 40 saal tuk kar de jai kuin kay woo zida haqdar hain un msil zida hain unhin ab kahin job malinay ka asra be nahi hay bray mehrbani age limit zida ker de jai
achi scheme hai lykin jaisay ooper baat ke gai hai k haq walon ko un ka haq millna chahiye . aor iss scheme main bhee haq ko istamal kia jai. thnx to mian shahbaz sharif . you r great. thnx again.
i’m jobles …….
03218540911
thanks .
Thanks for scheme, Bari khoshi hoi bohat saloon se Intizar tha ap ke scheme zoor aighi
thats great scheme
Thats Really Great Scheme
online application ka bara ma kesa check karta ha
Mian SAHBAZ SHIRF sab ap ny secheme ka iftta to kar deya wo be chup chup k
kia apny (PSF) ya apny logo ko he GHARIYAN dayni he the to hum ghareebon ko dhoky main kiun rakha AP ko chaye tha k TV’S NEW’S CHINEL (GEO) EX-PRESS (ARY) (AJ) kise par be NAME ke list bhaj deyte k yi yi log NOMINATE hn ap ke ghareyon k leyi to awwam ny khush ho jana thaa.wasy thanx ik bar pher ap ny asa keya my # 03157881472
achi scheme hai lykin jaisay ooper baat ke gai hai k haq walon ko un ka haq millna chahiye . aor iss scheme main bhee haq ko istamal kia jai. thnx to mian shahbaz sharif . you r great. thnx again.
0322-4167007
ASALAMO ALAIKUM,yeh 1 achi scheme hy lakun sirf insaf hona chahiye haq walon ko haq milna chahiye.SHAHBAZ SHAREEF IS GREAT MAN.
It’s good sceme……kya ya ab dubara ay gi k nai.
plz muje bata dain ke form jama karvane ki starting date kiya hai
Aslamoo Elaikum wrahma tullah wa barakatohoo
khaksaaar bahoot Khush hey keh punjab me ap ki hakoomat mey aik Aqalmundana eqdam howa he jo zarooor ham jaisey ghareebo ki doaoo ka ap ko zaroor mustahiq banaey ghi. ur mujhey yaqeen he keh aghar khuda k darbar mey yeh doa pohnch gi tu zaroor ap ka muqam ur martabah ap ka awam mey barhey gha. Inshallah. Kuha se doa he keh ap k iss eqdam se koi ghulat faeda na lain ur haq dar ko us ka haq meley .
karachi main nnhi hy ab tak
Assalam O Alaikum
Mujhe Koi Bhai Ye Bata Sakta Hai Ke Kiya Govt. Ki Taraf Se 4 Installment Jama Karwane Ka Kaha Gaya Hai Kiya Ye Baat Such Hai
Asal Main Mere Pass Jo Yellow Cab Carry Dabba Hai Us Ki Installment Clear Ho Gai Hai Par Mujhe Aik Bhai Ne Kaha Hai Ke Govt. Ne 4 Aur Kistein Jama Karwane Ka Kaha Gaya Hai To koi Hai Jo Mujhe Sahi Information De
ALLAH Pak Tamam Bhaiyon Ki Khair Kare